STREET FLOW
Yeah !!!! Maange yeh dua hum kab tak Khuda or aasman se Is duniya me tera koi saga nahi Khudki hifaazat kar haath bandh le Chupte the patthar in sadko pe jaaneman Jab hoti thi Nazar seetaron mein Tu juda hi thik hai jaaneman Khushi ka paani hai aashiq ki aankho mei.
Main bachpan se streets pe pala tha Ab jaake khuda mujhe kamiyabi derela Main kabhi ni manga ni kaamyaabi Khuda ni deta Mai tabhi bhi jee leta Bas maangu maa baap ki khushiyan Or bhai ki tarakki khuda tu saath reh Tu khuda ke faisle sunta ni Duniya chalara wo teri kya aukat hai Mai sota yeh Tamanna leke ki Subah ka Suraj maa baap ko dikha de Tu dard de merko khuda Or khushiyon ko meri maa baap ka pata de Mai abhi bhi young Mai abhi bhi dumb Par sach bolu broke ni hu Mai kehna ye chahta hu Mai 20 mein nashe me pada tha 23 mahine ka lakh kamata hu Par phir bhi kyu khushi ni Dil se Mai hawa mein bate ni karta re Maa us ladki se Jo bhi hai Dil se Par wo hi ni samjhi wo jism ki bhukhi thi Saali jo rishton ko khati thi Wo mereko jaan bulati thi maa.... Phir Teri Kasam meri Jaan jalati thi
Hum aaele street se Hum jeewan se haare Or zindagi Jeet Gaye
Tu shaanpatti ghar pe rakh apni Maa baap pe gali to faadunga beech se Game me fun ye game hi Ganda hai Bhola ka naam Mai khuda ka Banda hai Punya bhi Karu or paap bhi Karu This life is a circle to karna to padta hai Ye kaise se rapper hai top hai Gaano me beaf or message ni gaano mein Phir inki koi galti bata do Phir fans ki jalti ye aandho me gaare hai
Mujhe fans ni chahiye Meri baat to samajhna Uska bhi reason hai Kaamyaabi khuda tu sabko de Mai bass ye chahta tum Karo kux jeewan main Pura gana yeh same flow mein Gaano me gyaan hum bakchodi karte ni Ab bhadwe ye insta pe message de Mai khudke zone mai loda mai darta ni Ye aaye the dabane mereko Twitter pe bolke mera ye wehem ni Mai stream se 3 uthata Mahine mein YouTube se aarela Ek peti Yeh feature ke dum pe chalare Apne is career ko sachi mein baith ke In budho ki haddi mein Jaan ni Hype uthate ye Newton collapse se Bas marketing fake collapse Or Paisa lagate ye fake ki hype mein Mai Goated hu scene Mein jaani Khuda bhi bola tu one of the finest
Maange yeh dua hum kab tak Khuda or aasman se Is duniya me tera koi saga nahi Khudki hifaazat kar haath bandh le Chupte the patthar in sadko mein jaaneman Jab hoti thi Nazar seetaron mein Tu juda hi thik hai jaaneman Khushi ka paani hai aashiq ki aankho mei.
Main bachpan se streets pe pala tha Ab jaake khuda mujhe kamiyabi derela Main kabhi ni manga ni kaamyaabi Khuda ni deta Mai tabhi bhi jee leta Bas maangu maa baap ki khushiyan Or bhai ki tarakki khuda tu saath reh Tu khuda ke faisle sunta ni Duniya chalara wo teri kya aukat hai Mai sota yeh Tamanna leke ki Subah ka Suraj maa baap ko dikha de Tu dard de merko khuda Or khushiyon ko meri maa baap ka pata de Mai abhi bhi young Mai abhi bhi dumb Par sach bolu broke ni hu Mai kehna ye chahta hu Mai 20 mein nashe me pada tha 23 mahine ka lakh kamata hu Par phir bhi kyu khushi ni Dil se Mai hawa mein bate ni karta re Maa us ladki se Jo bhi hai Dil se Par wo hi ni samjhi wo jism ki bhukhi thi Saali jo rishton ko khati thi Wo mereko jaan bulati thi maa.... Phir Teri Kasam meri Jaan jalati thi
|
Comments
Post a Comment